Khwab
khwabnamayousafi.com
ملائکہ

Hazrat Jibraeel se koi cheez hasil karna Khwab Ki Tabeer

Receiving something from Hazrat Jibraeel Dream Meaningحضرت جبرائیل سے کوئی چیز حاصل کرنا
📖Yeh tabeer seedha Khwab Nama Yousafi kitab se li gayi hai

Tabeer (اردو)

غیب سے خزانہ ہاتھ آئے، کاروبار میں ترقی ہو، شہرت عام ہو، مگر فکر مند رہے

Roman Urdu

Ghayb se khazana haath aaye, karobar mein taraqqi ho, shuhrat aam ho, magar fikrmand rahe

English translation

Hidden treasure attained, progress in business, widespread fame, but remain worried

Share Interpretation

Important Guidelines

1. Sacha Khwab (True Dreams): These are from Allah, carrying glad tidings or guidance. They occur mostly near dawn.
2. Bura Khwab (Bad Dreams): These are from Shaytan, intended to cause fear or distress. Spit lightly to your left three times, seek refuge in Allah, and do not share them.
3. Nafsani Khwab (Subconscious): Reflections of daily thoughts, desires, or physical discomfort. They carry no religious interpretation.

Mutaliqa Khwab

حضرت جبرائیل کو بیٹھے دیکھنا

Dushman par fatahyaab hai, shar e shaitan se mehfooz hai, rizq mein faraikhi paye aur deen mein mashhoor ho, nek anjam ho

حضرت جبرائیل کو غصہ میں دیکھنا

Gham o andoh mein jutla ho, kisi asani bala mein giraftar ho, bad anjam ho aur islaam se be bahra hai, nek dil ki muhabbat hasil kare

حضرت جبرائیل سے خوشخبری سنا

Ghayb se nusrat e ilahi nasib ho, deen o dunya mein khair o barkat paye, khwesh o aqarib mein buzurg ho, walidain ka taabedaar hai